Aaram Hai Haram Bharat Ke Song Lyrics - Apna Ghar Lyrics

Aaram Hai Haram Bharat Ke Lyrics from Apna Ghar Lyrics (bollywood) sung by asha bhosle, mohammad rafi. This song is composed by ravi shankar sharma with lyrics penned by prem dhawan. Apna Ghar Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Aaram Hai Haram Bharat Ke Lyrics from Apna Ghar Lyrics: asha bhosle, mohammad rafi sings this bollywood song for Apna Ghar Lyrics film with music by ravi shankar sharma

Aaram hai haram – 3 Bharat ke nau jayjawano Azadi ke diwano Tum desh ke kone Kone me pahuncha do ye paigam Aaram hai haram

Dekho pade hai desh me Ab tak kitane kam adhure Milkar hath badhao Tabhi ho sakate hai pure Jao ek ho jao is Desh ko swarg banao Bharat ka ho is Duniya me sabase uncha naam Aaram hai haram

Jat pat ke bandhan Todo unch nich ko chhodo Naye samay se naye Jagat se apna nata jodo Badla dhag purana Hai naya zamana hai Aisa karo savera Jiski kabhi na aaye sham Aaram hai haram

Kabhi kisi ke aage Na jholi phailana Chahe rukhi sukhi Hi hatho se kamakar khana Yahi hai aan tumhari Yahi jan tumhari Jisme apna sar Jhukata ho karo na aisa kam Aaram hai haram