Katra Katra Udd Kar Sagar Song Lyrics - Apna Aasmaan Lyrics

Apna Aasmaan Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by leslie lewis. . The song lyrics of Katra Katra Udd Kar Sagar are below

Katra katra udd kar sagar badal banta hai Luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re – (2)

Katra katra udd kar sagar badal banta hai Luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re – (2)

O bandhu re, bund bund megha barse, bhar jayey dariya Chhoti chhoti akhiya hee dikhaye yeh dooniya – (2) Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re – (2)

O bandhu re, dana mile mati me toh ped ban jayey Chanv bhi de, phal bhi de kaisa tanjaye – (2) Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re – (4) O bandhu re……..