Duniya jidhar jhuke jhuk ja Duniya jidhar ruke ruk ja Aise ho ya waise ho Tu kam chalaye ja Kyu bhai aplam ha bhai chaplam – 2
(Hai kon jahan mein jhutha To kon hai pyare sachha Jo apna rang jamale Hai wahi sabse achha) – (2) Mauka jahan mile dat ja Hatna jaha pade hat ja Aise ho ya waise ho Tu kaam chalaye ja Kyu bhai aplam ha bhai chaplam – 2
(Jalte suraj ko pujo Kahta hai yahi zamana Jis sur mein gaye duniya Us sur mein gate jana) – (2) Bole agar ye sa to sa Bole agar ye pa to pa Aise ho ya waise ho Tu kam chalaye ja Kyu bhai aplam ha bhai chaplam – 2
(Chahe ye duniya hamko Kitna hi froud pukare Hum kaun hai yaaro kya hai Bas god hi jane pyare) – (2) Koi bura kahe to kya Koi bhala kahe to kya Aise ho ya waise ho Tu kaam chalaye ja Kyu bhai aplam ha bhai chaplam – 2
Duniya jidhar jhuke jhuk ja Duniya jidhar ruke ruk ja Aise ho ya waise ho Tu kam chalaye ja Kyu bhai aplam ha bhai chaplam – 2
| Movie / Album | Aplam Chaplam Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Prem Dhawan |
| Singer's | Manna Dey, Mohammad Rafi |
| Music Director | Chitragupta Shrivastava |
Lyricist : Prem Dhawan
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist : Prem Dhawan
Singer : Lata Mangeshkar, Talat Mahmood