Ik Dil Kaa Lagana Baqi Tha Song Lyrics - Anokha Pyar Lyrics

Ik Dil Kaa Lagana Baqi Tha Lyrics from Anokha Pyar Lyrics (bollywood) sung by lata mangeshkar. This song is composed by anil biswas with lyrics penned by zia sarhadi. Anokha Pyar Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Ik Dil Kaa Lagana Baqi Tha Lyrics from Anokha Pyar Lyrics: lata mangeshkar sings this bollywood song for Anokha Pyar Lyrics film with music by anil biswas

Ik dil kaa lagana baqi tha, so dil bhi lagake dekh liya Takdir kaa rona kam naa huwa, aansu bhi behke dekh liya Ik dil kaa lagana……..

Ik bar bhulana chaha tha sau bar woh hamako yad aaya – (2) Ik bhulanewale ko hamane sau bar bhulake dekh liya – (2) Ik dil kaa lagana……..

(Abb tak toh samajh me aa naa saka Iss dil kee tamannaye kya hain) – (2)

Sau bar…. Sau bar hansake dekh liya, sau bar rulake dekh liya – (2) Ik dil kaa lagana baqi tha, so dil bhi lagake dekh liya Ik dil kaa lagana……..