Aa pas aa, aa pas aa sanam (come close come my love) Aa pas aa, aa pas aa sanam Saha naa jayey duriya kaa gham Tujhe hain kasam – (6) Aa pas aa, aa pas aa sanam
(Kal kee kisko khabar hain, bas iss lamhe ko mujhe toh hain jina Tera kaisa asar hain, tere bina toh lage dil kahi naa) – (2) Naa khwahisho pe kar koyi sitam Tujhe hain kasam – (6) Aa pas aa, aa pas aa sanam
(Mai hu tanhaiya hain, khwabo kee rangin parchhaiya hain Too hain madhoshiya hain, khamoshi me bhi sarghoshiya hain) – (2) Naa todd pyar kaa hasin bharam Tujhe hain kasam – (6) Aa pas aa, aa pas aa sanam – (2) Saha naa jayey duriya kaa gham Tujhe hain kasam – (6) Aa pas aa, aa pas aa sanam
| Movie / Album | Ankahee Lyrics |
| Language | Hindi |
| Music Director | Pritam Chakraborty |