Lamha Har Lamha Lagta Hai Kyu Naya Song Lyrics - Ankahee Lyrics

Following is the lyrics of 'Lamha Har Lamha Lagta Hai Kyu Naya ' song from the bollywood movie 'Ankahee Lyrics'

Lamha har lamha (lagta hai kyu naya – 2) Dil ko mere dil ko (janey kya ho gaya -2) Aisa toh nahee tha yeh sama – (2)

Lamha har lamha (lagta hai kyu naya – 2) Dil ko mere dil ko (janey kya ho gaya -2)

Mai mai hu wahi, chal rahi hai yeh jamin Hai sab pas hai, hai magar kuch toh kami Waqt thahera sa hai, dard ghera sa hai Kaise ajnabi hai aarjoo, kisiki mujhe hai yeh justjoo

Lamha har lamha (lagta hai kyu naya – 2) Dil ko mere dil ko (janey kya ho gaya -2)

Yeh khamoshiya de rahi hai kya sada Kyu chahane laga bewafa mujpe nasha Hai yeh kiski khata, kuch mujhe naa pata Koyi likh raha hai sath sath Mausam lag raha hai badhuma

Lamha har lamha (lagta hai kyu naya – 2) Dil ko mere dil ko (janey kya ho gaya -2)