Baadal kaala, koyal kaali, us se kaali raat hai, Us se kaali zulf teri jo saavan ki hamaraaz hai Baadal kaala
Bela gora, juhi gori, us se gori chaandani, Us se gora mukhada tera jis pe mujhako naaz hai Baadal kaala
Ambar nila, saagar nili, us se nila nil kamal, Us se nili aankhein teri jin mein gahara raaz hai Baadal kaala
Sur hai mitha, lay hai mithi, us se mithi raagini, Us se mithe honth hain tere, aur teri aavaaz hai Baadal kaala
| Movie / Album | Ang Se Ang Laga Le Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Kishore Kumar |