Mera Balam Bambaiya Song Lyrics - Anaarkali Of Aarah

Mhare sharam ke main neeche ghadi thi Angiya samaye na joban padi thi Re mhare sharam ke main neeche ghadi thi Angiya samaye na joban padi thi

Peeche se mahra jo dhakka Kasam se anaadi banaya re Re peeche se mahra jo dhakka Kasam se anaadi banaya re Mora balam bambaiya banaras se Saadi mangaya re

Uske bina main to pyasi mari thi Aankhon se unki ye aankhe ladi thi Haye uske bina main to pyasi mari thi Aankhon se unki ye aankhe ladi thi Humpar humch ke hawa mein Harrami ne gaadi udaya re Humpar humch ke hawa mein Harrami ne gaadi udaya re Hey hey hey Mora balam bambaiya banaras se Saadi mangayi re

Dhuk dhuk kaleza tha kaisi ghadi thi Chehre ki jaise hawaye udi thi Dhuk dhuk kaleza tha kaisi ghadi thi Chehre ki jaise hawaye udi thi Sola tarahse badan ko nihara Balam bohraya re Sola tarahse badan ko nihara Balam bohraya re Mera balam bambaiya banaras se Saadi mangayi re Mera balam bambaiya banaras se Saadi mangayi re haan…