Mann Beqaid Huva Song Lyrics - Anaarkali Of Aarah

Mitti jism ki geeli ho chali Mitti jism ki Khushboo iski rooh tak ghooli Khushboo iski

Ik lamha banke aaya hai Ik lamha banke aaya hai Sadh zakhmon ka vedh Mann beqaid huva Mann beqaid, Mann beqaid huva Mann beqaid

Rafta rafta muskilein Apne aap kho rahi Itminaan se kasmein kas kahi jaake so rahi Dustan dene lagi hawa ab chatanon pe Zinda hao toh kiska bas hai Armaanon pe koi sehra bandhe aaya hai Sadh zakhmon ka vedh Mann beqaid huva, Mann beqaid Mann beqaid huva, Mann beqaid

Ab talak jo the dabein Raaz wo khul rahein Darmiyan ki faslein Ik rang mein ghoul rahein Do saanson se jali jo lau ab wo khaffi hai Meri bhitar kuch na rha par tu baki hai Ik katara banke aaya hai Sadh zakhmon ka vedh Mann beqaid huva, Mann beqaid Mann beqaid huva, Mann beqaid…