Bakee Adaye Dekhana Jee Dekhana Song Lyrics - Amaanat (1954) Lyrics

Lyrics of 'Bakee Adaye Dekhana Jee Dekhana ' song from the bollywood movie 'Amaanat (1954) Lyrics', the lyrics are written by shailendra, in the voice of singer geeta dutt,

Bakee adaye dekhana jee dekhana, dil naa churaye dekhana jee – (2) Kehne ko bholi najar hai, mitha mitha yeh zeher hai – (2) Dhokha naa khana, dil naa ganwana – (2) Dekho jee rehna bachake bachake bachake – (2) Bakee adaye………

Rup ko dhup dikhane se, aata hai chor bulane se Dil kaa khajana, yu naa lutana – (2) Dekho jee rehna bachake bachake bachake Bakee adaye………

Jo naa manoge meri bat ko, tare ginoge adhi rat ko Yeh anjana, rog purana – (2) Dekho jee rehna bachake bachake bachake Bakee adaye………