Koyi Gaata Main So Jaata Song Lyrics - Alaap Lyrics

Koyi Gaata Main So Jaata Lyrics: Song from Alaap Lyrics movie sung by yesudas, written by harivansh rai bachchan, song is composed by jaidev verma.

Koyi gaata, main so jaata – 2

Sansriti ke vistrit saagar mein, sapanon ki nauka ke andar Dukh sukh ki laharon mein uth gir, bahata jaata main so jaata

Aankho mein lekar pyaar amar, aashish hatheli mein bharkar Koyi mera sar godi mein rakh sahalaata, main so jaata

Mere jeevan ka kaaraajal, mere jeevan ka haalaahal Koyi apane swar mein madumay kar doharaata, main so jaata

Koyi gaata, main so jaata