Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara Song Lyrics - Akalmand (1966) Lyrics

Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara lyrics : Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara Song from Akalmand (1966) Lyrics is sung by kishore kumar and composed by o p nayyar,

Diye hai aapne bada hasin sahara – 2 Huzur lakh baar sukriya tumhara Diye hai aapne bada hasin sahara – 2

Manjile mil gayi fasle kam huye Hosle bad gaye aap ke ham huye Kiya dil chori hamara Usi ada dekhiye jara dobara – 2 Diye hai aapne bada hasin sahara Huzur lakh baar sukriya tumhara Diye hai aapne bada hasin sahara – 2

Samne aapke hamne dil rakh diya Jo bhi ho dijiye is sata ki saja Khushi se ham Karenge har sitam ganwara Na dekha jayega ye ruthna tumhara – 2 Diye hai aapne bada hasin sahara Huzur lakh baar sukriya tumhara Diye hai aapne bada hasin sahara