Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya Song Lyrics - Ajeeb Ladki Lyrics

Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya lyrics : Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya Song from Ajeeb Ladki Lyrics is sung by lata mangeshkar, talat mahmood and composed by ghulam mohammed,

(Ek bewfa ko dil kaa sahara samajh liya Paththar ko ham ne ankh kaa tara samajh liya) – (2)

Apna hee tha kusur jo tufan me ghir gaye – (2) Ek mouj thi kee jis ko kinara samajh liya Paththar ko hamne………

Jadubhari nigah ke dhoke me aa gaye – (2) Bhule se apne dil ko tumhara samajh liya Dushman ko ham ne…….. Bewfa ko dil kaa sahara samajh liya Dushman ko ham ne jan se pyara samajh liya