Nazar Lage Pyari Song Lyrics - Adl-E-Jahangir Lyrics

Nazar Lage Pyari lyrics from Adl-E-Jahangir Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by bhagatram batish, husnlal batish.

(Nazar lage pyari Sawariya tumhari) – (2) Nazar lage pyari

Ek to thare naina rasile Ha naina rasile Duje mare katari – 2 Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Koi aashiq hai ada par Koi kurban naaz par Hum hai kurban teri nazaro ke Usi andaz par Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage – 2 Nazar lage pyari – 2 Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Kya garaj jam se kya Wasta na khane aaye Hum to pilenge teri Aankho ke paigam se Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari ho – 3 Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Mat nazaro ko jhuka Khayal koi ho jaye na Teri nazaro ko kahi Meri nazar lag jaye na Nazar lage pyari ho Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari – 2 Sawariya tumhari

Ek to thare naina rasile Ha naina rasile Duje mare katari – 2 Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Koi aashik koi Aashiq hai ada par Koi kurban naaz par Hum hai kurban Teri nazaro ke Usi andaz par Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari – 4 Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Kya garaj jam se kya Wasta na khane ae Hum to pilenge teri Aankho ke paigam se Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari ho – 3 Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Mat nazaro ko jhuka Khayal koi ho jaye na Teri nazaro ko kahi Meri nazar lag jaye na Nazar lage pyari ho Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Nazar lage pyari – 2 Sawariya tumhari Nazar lage – 2 Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari

Samane ho tu to sari Umar gaa sakti hu mai Teri zazaro se chirage Dil jala sakti hu mai Haye Nazar lage pyari – 2 Sawariya tumhari Nazar lage – 2 Nazar lage pyari Sawariya tumhari Nazar lage pyari – 2 Sawariya tumhari Nazar lage pyari