Ek Dharati Hai, Ek Hai Gagan Song Lyrics - Adhikar (1954) Lyrics

Ek Dharati Hai, Ek Hai Gagan Lyrics from Adhikar (1954) Lyrics (hindi) sung by meena kapoor. This song is composed by avinash vyas with lyrics penned by nilkanth tiwari. Adhikar (1954) Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Ek Dharati Hai, Ek Hai Gagan Lyrics from Adhikar (1954) Lyrics: meena kapoor sings this hindi song for Adhikar (1954) Lyrics film with music by avinash vyas

Ek dharati hai, ek hai gagan Ek mann mera, ek hai lagan, o sajan

Jitane ambar me hain tare, sajan mere sang jitne nyare Aa mere naino me utane khile sapan, o sajan Ek dharati hai, ek hai gagan Ek mann mera, ek hai lagan, o sajan

O o chanda tori mai hu chakori janam janam kaa nata Pyar hamara roj gagan me taro ke dip jalata Aa in taro me chamake mann kee agan, o sajan Ek dharati hai, ek hai gagan Ek mann mera, ek hai lagan, o sajan

Chahe tute jiwan bina, chahe tute tar piya Lekin kabhi naa tute mann kee madhur madhur jhanakar piya O o piya chhote naa apna yeh bandhan, o sajan Ek dharati hai ek hai gagan Ek mann mera ek hai lagan, o sajan