Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna Song Lyrics - Adhikar - 1938 Lyrics

Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna Lyrics from Adhikar - 1938 Lyrics (bollywood) sung by pahari sanyal, pankaj mullick. This song is . Adhikar - 1938 Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna Lyrics from Adhikar - 1938 Lyrics: pahari sanyal, pankaj mullick sings this bollywood song for Adhikar - 1938 Lyrics film with music by

Kaha woh bachpan kaa pyara sapna – (2) Swarg bhari woh prem kee raina – (2) Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

Bagiyan me miljul ke jana, phulo kaa woh mahal banana – (2) Dulha dulhan ban byah rachana – (2) Aanchal dhal ko jan me phirana pyara sapna Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

Hay achanak huwa savera, jag maya ne mann ko ghera – (2) Ujad gaya woh rain basera – (2) Tut gaya hanso kaa daina – (2) Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

Swarg bhari woh prem kee raina – (2) Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

(Abb woh din hain naa prem kee raten Yad magar hain pyar kee bate) – (2) Mann lene kee bholi ghaten – (2) Laj bhare tore do naina – (2) Pyara sapana