Aa aa….. Hmmm hmmm hmmm…. Aa aa…..
Abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se Bhige tan mann jiyara tarse, jam ke barse jara Rut sawan kee, (ghata sawan kee – (2)) Aise jamke barse
Abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se Bhige tan mann, jiyara tarse, jam ke barse jara Jhadee barkha kee, (ladee bundo kee – (2)) Tutake yu barase
Rut sawan kee, (ghata sawan kee – (2)) Aise jamke barse
Pehle pyar kee pehalee barkha kaisee aas jagaye Baarishe pine do mujhko mann hara ho jaye Pyasee dharatee, pyase arman, pyasa hai aasman Bhigane do har galee ko, bhigane do jahan
Abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se Bhige tan mann jiyara tarse, jam ke barse jara
(Rut sawan kee, (ghata sawan kee – (2)) Aise jamke barse) – (2)
Eeee…. hey
Laj badree kee bikhar ke motee ban jhad jaye Bhig jaye sajna meraa laut ke ghar aaye
Duriyo kaa nahee yeh mausam, aaj hai woh kaha Makhmalee se yeh phuhare udd rahee hai yaha Abb ke sawan aise barse, beh jaye rang meree chunar se Bhige tan mann jiya naa tarse, jam ke barse jara
Rut sawan kee, (ghata sawan kee – (2)) Aise jamke barse, jhadee barkha kee Ladee bundo kee -2, tut ke yu barse
Rut sawan kee, (ghata sawan kee – (2)) Aise jamake barse
Jhadee barkha kee, (ladee bundon kee – (2)) Tutake yu barse
| Movie / Album | Ab Ke Sawan - Shubha Mudgal Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Shubha Mudgal |