Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Song Lyrics - Aaye Din Bahar Ke Lyrics

Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Lyrics from Aaye Din Bahar Ke Lyrics (hindi) sung by lata mangeshkar, mahendra kapoor. This song is . Aaye Din Bahar Ke Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Lyrics from Aaye Din Bahar Ke Lyrics: lata mangeshkar, mahendra kapoor sings this hindi song for Aaye Din Bahar Ke Lyrics film with music by

(Ye kali jab talak phool ban ke khile Intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo) -2 Intazaar woh bhala kya kare, tum jise Beqaraar, beqaraar, beqaraar karo Intazaar karo

Pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin -2 Berukhi hai aji ye mohabbat nahin Aa raha hai maza, tum shikaayat yahi, Baar baar, baar baar, baar baar karo Intazaar karo Intazaar woh bhala kya kare, tum jise Beqaraar, beqaraar, beqaraar karo Beqaraar karo

Husn pe to asar hone waala nahin -2 Ishq tum ko na kar dein diwaana kahin Hai ye diwaangi bhi qubool, tum agar Hamse pyaar, hamse pyaar, hamse pyaar karo, Ye kali jab talak phool ban ke khile Intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo

Roz hamne baiyaan ye fasaana kiya -2 Roz tumne naya ek bahaana kiya Ye bahaana magar, aakhri hai sanam Aitbaar, aitbaar, aitbaar karo, intazaar karo Intazaar woh bhala kya kare, tum jise Beqaraar, beqaraar, beqaraar karo Beqaraar karo Intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo Hamse pyaar, hamse pyaar, hamse pyaar karo Intazaar karo