Iss Bewafa Jaha Me Song Lyrics - Aasman Lyrics

Iss Bewafa Jaha Me Lyrics : Iss Bewafa Jaha Me Song from the film Aasman Lyrics is sung by c h atma and composed by o p nayyar. ,

Iss bewafa jaha me wafa dhundhate rahe Nadan the kitne ham bhi, yeh kya dhundhate rahe

Har rasta agarache tera rasta na tha Har raste me tera pata dhundhate rahe

Ik dil ka dard tha ki, raha jindagi ke sath Ik dil ka chain tha, ki sada dhundhate rahe