Main Na Janu Mere Dil Ko Song Lyrics - Aashiyana Lyrics

Main Na Janu Mere Dil Ko Lyrics from Aashiyana Lyrics (hindi) sung by lata mangeshkar. This song is composed by madan mohan . Aashiyana Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

(Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya Mera dil hai kahan kho gaya) – (2)

(O piya hay re dole jiya Dil ka karar liya hay re hay kya kiya) – (2) Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya Mera dil hai kahan kho gaya

(Aa ja re aankho me chha ja re Dil ko hansa ja re, apana bana ja re) – (2) Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya Mera dil hai kahan kho gaya

(Kya mila pyar ka mujhe sila Dil ka na phul khila, tujhse hai mera gila) – (2) Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya Mera dil hai kahan kho gaya