Desh Mein Sankat Aaya Hai Song Lyrics - Aapki Sewa Mein Lyrics

Desh Mein Sankat Aaya Hai Lyrics from Aapki Sewa Mein Lyrics (bollywood) sung by g m sajan, mohammad rafi. This song is composed by datta davjekar with lyrics penned by mahipal. Aapki Sewa Mein Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Desh Mein Sankat Aaya Hai Lyrics from Aapki Sewa Mein Lyrics: g m sajan, mohammad rafi sings this bollywood song for Aapki Sewa Mein Lyrics film with music by datta davjekar

(Desh me sankat aaya hai – 2 Aaya hai) – (2) Desh me sankat aaya hai (Desh me sankat aaya hai Ab kuch karke dikhlana hai) – (2) Kam khane ka sab logo ko Bada hunar dikhlana hai Naya hunar sikhlana hai Desh me sankat aaya hai

(Aadhi thali chhod chhod kar Budho ko uth jane do) – (2) Nojawano ko mehnat karke Sukhe chane chabane do Aaj ki nariyo bahu betiyo

Punya lut lo punya lut lo (Langan karke punay lutlo Yeh mauka mat jane do) – (2) (Yahi sandesha gali gali me Aaj hame pahuchana hai) – (2) Kam khane ka sab logo ko Bada hunar dikhlana hai Naya hunar sikhlana hai Desh me sankat aaya hai

(Do roti khata ho usko Adhi pe majbur karo) – (2) Kam nashi mehman aaye (Kam nashi mehman aaye To dhakke maro dur karo) – (2) (Nayi roshni se logo ko Naya sabak samjhana hai) – (2) Kam khane ka sab logo ko Bada hunar dikhlana hai Naya hunar sikhlana hai Desh me sankat aaya hai

Bade niwale tum na khao Bacho ko ye sikh de – 2 (Ghar pe bukha aaye mangne Lekin usko bikh do) – (2) Chin lo chin lo – 2