(Desh me sankat aaya hai – 2 Aaya hai) – (2) Desh me sankat aaya hai (Desh me sankat aaya hai Ab kuch karke dikhlana hai) – (2) Kam khane ka sab logo ko Bada hunar dikhlana hai Naya hunar sikhlana hai Desh me sankat aaya hai
(Aadhi thali chhod chhod kar Budho ko uth jane do) – (2) Nojawano ko mehnat karke Sukhe chane chabane do Aaj ki nariyo bahu betiyo
Punya lut lo punya lut lo (Langan karke punay lutlo Yeh mauka mat jane do) – (2) (Yahi sandesha gali gali me Aaj hame pahuchana hai) – (2) Kam khane ka sab logo ko Bada hunar dikhlana hai Naya hunar sikhlana hai Desh me sankat aaya hai
(Do roti khata ho usko Adhi pe majbur karo) – (2) Kam nashi mehman aaye (Kam nashi mehman aaye To dhakke maro dur karo) – (2) (Nayi roshni se logo ko Naya sabak samjhana hai) – (2) Kam khane ka sab logo ko Bada hunar dikhlana hai Naya hunar sikhlana hai Desh me sankat aaya hai
Bade niwale tum na khao Bacho ko ye sikh de – 2 (Ghar pe bukha aaye mangne Lekin usko bikh do) – (2) Chin lo chin lo – 2
| Movie / Album | Aapki Sewa Mein Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Mahipal |
| Singer's | G M Sajan, Mohammad Rafi |
| Music Director | Datta Davjekar |