Ab Kaun Sunega Song Lyrics - Aapki Sewa Mein Lyrics

Aapki Sewa Mein Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by datta davjekar. . The song lyrics of Ab Kaun Sunega are below

Ab kaun sunega (Ab kaun sunega Mere man ki baat) – (2) Jiske chhute sakhi sahare – 2 Ab kaun sunega – 2 Mere man ki baat Ab kaun sunega

Jo karte the kabhi ishare – 2 Dub gaye re chand sitare Dub gaye dub gaye Dub gaye re chand sitare Rah dikhane aayi mujhko – 2 Tufano ki rat Ab kaun sunega Mere man ki baat Ab kaun sunega

Jyot diye ki jab bujh jaye – 2 Aasu kya usko suljhaye Aasu kya aasu kya Aasu kya usko suljhaye Bhar bhar aati akhiya akhiya Bhar bhar aati akhiya Man hazar (Ab kaun sunega Mere man ki baat) – (2) Ab kaun sunega