Jana, jindagi se na jana, pyar ka ye khajana lut na jaye kahi Jana ham rahenge tumhare, hain jab tak sitare, hain jab tak jami
Duniya sari dekar le lu main ek tera pyar, ye pyar Sathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar Jami hain kya jo tu kahe, main chand pe tere sath chalu O o o… jana, zindagi se na jana, pyar ka ye khajana lut na jaye kahi Jana ham rahenge tumhare, hain jab tak sitare, hain jab tak jami
Mere jeewan main tere geeto ki jhankar, jhankar Tere sang main angaro par chalne ko taiyar, taiyar Tum dur ho hajar ghum, tum pass ho toh mujhe hai khushi O o o… jana, zindagi se na jana, pyar ka ye khajana lut na jaye kahi Jana ham rahenge tumhare, hain jab tak sitare, hain jab tak jami
Jana, ho o o jana………. jana…..
| Movie / Album | Aapka Abhijeet Sawant (Non-Film) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Sameer |
| Singer's | Abhijeet Sawant, Prajakta Shukre |
| Music Director | Biddu |
Lyricist : Sameer
Singer : Abhijeet Sawant, Amit Sana, Prajakta Shukre, Rahul Saxena, Rahul Vaidya, Ravinder Ravi
Lyricist : Sameer
Singer : Abhijeet Sawant, Rahul Vaidya
Lyricist : Sameer
Singer : Abhijeet Sawant