Sun O Dilruba Song Lyrics - Aapas Ki Baat Lyrics

Sun O Dilruba lyrics : Sun O Dilruba Song from Aapas Ki Baat Lyrics is sung by asha bhosle and composed by anu malik,

(Sun o dilruba dil ki ye sada – 2 Kuchh tujhko ho jaye to mera kya hoga Mera kya hoga) – 2 Tere siwa mera nahi Mere siwa tera nahi koi yaha Jane nahi jane nahi jane ja Tu aa gaya kaha Sun o dilruba dil ki ye sada

(Kya kya bahane banake mahfil me tujhko bulake Bahke adhere ujale katil nishane lagake) – 2 Tere siwa mera nahi Mere siwa tera nahi koi yaha Jane nahi jane nahi jane ja Tu aa gaya kaha Jo maine kaha kya tune suna – 2 Mud ke to dekho na aankhe to mila Aankhe to mila Sun o dilruba dil ki ye sada

(Ghirne lage gham ke saye shama ki lau jhilmilaye Daman bachake nikal ja parwane tu jal na jaye) – 2 Tere siwa mera nahi mere siwa tera nahi koi yaha Jane nahi jane nahi jane ja tu aa gaya kaha Aaja mai tujhe dil me lu choopa – 2 Dil na tod jid ye chhod mere pas aa Mere pas aa Sun o dilruba dil ki ye sada Kuch tujhko ho jaye to mera kya hoga Mera kya hoga Sun o dilruba dil ki ye sada