Chhote Chhote Pairon Ke Tale Song Lyrics - Aamras Lyrics

Chhote Chhote Pairon Ke Tale Lyrics from Aamras Lyrics (bollywood) sung by kailash kher. This song is composed by tabun sutradhar with lyrics penned by subrat sinha. Aamras Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Chhote Chhote Pairon Ke Tale Lyrics from Aamras Lyrics: kailash kher sings this bollywood song for Aamras Lyrics film with music by tabun sutradhar

Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho o o Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade Apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein – (2) Inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain Apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein – (2) Inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

Yeh bhale hai naadaan par hai kisisse anjaane nahi Jitane bhi shaitaan hai dekho toh bhagwaan bhi hai yahi Aankhon ki badmaashiyaan, honto ki gustaakhiyaan – (2) Inaka bachpan chhudwaane pe hum kyun ade hai Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain Apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein – (2) Inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

Khaab hai yeh hamaare yeh kal ke hai sahaare ji nahi Chale manjilein apani, jiye sapane apane liye kyun nahi Kaagaz ki yeh kashtiyaan jinako deti mastiyaan – (2) Unako dariya mein tairaane par kyun ade hai Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain Apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein – (2) Inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain