Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Song Lyrics - Aamras Lyrics

Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics from Aamras Lyrics (bollywood) sung by jojo mukherjee. This song is composed by tabun sutradhar with lyrics penned by ravi shankar sharma. Aamras Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics from Aamras Lyrics: jojo mukherjee sings this bollywood song for Aamras Lyrics film with music by tabun sutradhar

Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan Gumsum hai kyun bhala saara sama

(Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan Gumsum hai kyun bhala saara sama) – (2) Tham sa gaya yeh pal, dil na lage aajkal Tu hi bata kya karun kaise yahaan main rahun Tere bin suna suna yeh jahaan – (4)

Yeh nadi yeh saahilein yeh kashtiyaan Sab puchhate hai yeh tu hai kahaan Kya main kahun inase, dur hai tu mujhase Kya baat hai kya huwa, kyun ho gayi tu juda Tere bin suna suna yeh jahaan – (2)

Mere honto mein sama banake hansi Meri jindagi mein aa leke khushi Bhul gayi tu mujhe, yaad karu main tujhe Aaja sanam aa bhi ja, sun le sada o meri jaan Tere bin suna suna yeh jahaan – (4)