Jane Kaha Gaye Tum Song Lyrics - Aaja Sanam (1975) Lyrics

Jane Kaha Gaye Tum Lyrics from Aaja Sanam (1975) Lyrics (hindi) sung by mohammad rafi. This song is composed by usha khanna with lyrics penned by m. k. javed. Aaja Sanam (1975) Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Jane kaha gaye tum – 2 Bechain hai rangin najare – 2 Jane kaha gaye tum – 2

Charo taraf viraniya hai charo taraf Charo taraf viraniya hai Khamoshiya hai tanhayiya hai Jane kaha gaye tum Bechain hai rangin najare – 2 Jane kaha gaye tum

Tum bin udas mausam ki bahe Tum bin udas Tum bin udas mausam ki bahe Tum bin udas jivan ki rahe Jane kaha gaye tum Bechain hai rangin najare – 2 Jane kaha gaye tum

Tumko pukare tuta hua dil tumko pukare Tumko pukare tuta hua dil Ashko me aaho me duba hua dil Jane kaha gaye tum – 2 Bechain hai rangin najare – 2 Jane kaha gaye tum – 3