Shame Bahara Subhe Chaman Song Lyrics - Aaja Sanam (1975) Lyrics

Following is the lyrics of 'Shame Bahara Subhe Chaman ' song from the hindi movie 'Aaja Sanam (1975) Lyrics', the lyrics are written by m. k. javed, in the voice of singer mohammad rafi

Shame bahara subhe chaman – 2 Tu mere khwabo ki pyari dulhan – 2 Shame bahara subhe chaman – 2

Tujhse najar meri takra gayi – 2 Jannat baru ye jami aa gayi Dil ke andhero me futi kiran – 2 Shame bahara subhe chaman – 2 Tu mere khwabo ki pyari dulhan Shame bahara subhe chaman – 2

Dil chinti hai teri har ada – 2 Masum sokhi me dubi haya Kya sadgi hai ye kya bakpan – 2 Shame bahara subhe chaman – 2 Tu mere khwabo ki pyari dulhan Shame bahara subhe chaman – 2

Tere liye kitna bechain tha – 2 Mujh par khuda ko taras aa gaya Kam aa gayi mere dil ki lagan – 2 Shame bahara subhe chaman – 2 Tu mere khwabo ki pyari dulhan – 2 Shame bahara subhe chaman – 2