Ishq Huwa Haaye Song Lyrics - Aaja Nachle

Ishq Huwa Haaye Lyrics from Aaja Nachle Lyrics (bollywood) sung by shreya ghoshal, sonu nigam. This song is composed by salim merchant, sulaiman merchant with lyrics penned by asif ali beg, jaideep sahni, piyush mishra. Aaja Nachle Lyrics (bollywood) film stars ,the songs were released in .

(Hulcul huyi zara shor huwa, dil chor huwa teri or huwa – 2 Aisi chale jab hawa, ishq huwa hi huwa – 2) – 2 Ishq huwa haaye – 2

Palko se hoton tak jo raah nikalati hai Gujare na wahaan se yeh teri galati hai Palko se hoton tak jo raah nikalati hai Rehte hain abb hum wahaan, ishq huwa hi huwa Ho o o aisi chale jab hawa, ishq huwa hi huwa Hulcul huyi zara shor huwa Dil chor huwa teri or huwa

Ishq huwa Kadmo ko sambhaalein, nazaron ka kya karein Nazron ko sambhaalein, to dil ka kya karein Kadmo ko sambhaalein, nazaron ka kya karein Dil ko sambhalein zubaan, ishq huwa hi huwa Aisi chale jab hawa, ishq huwa hi huwa Hulcul huyi zara shor huwa, dil chor huwa teri or huwa – 2 Ishq huwa – 2