Is Pal Main Hoon Ya Tum Bhi Ho Song Lyrics - Aaja Nachle

Lyrics of 'Is Pal Main Hoon Ya Tum Bhi Ho ' song from the hindi movie 'Aaja Nachle Lyrics', the lyrics are written by asif ali beg, jaideep sahni, piyush mishra, in the voice of singer shreya ghoshal, sonu nigam,

Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain

Tumhein dekhke yaad aayi, wohi bisari kahaani Deewane ka kissa, ya phir ek deewaani Dono sang sang rehte har dum, aisa yeh mene suna hai Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain

Ishq hua Tum bata do yaad koi, kya puraani leke aau Ya nishaani deti jau, ya kahaani leke jau Ya ki maan chhod doon jaaye, yeh jaata, jaata jahaan hai Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain Is pal main hoon