Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam – (2) Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2) Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2)
Raam ki lila aparampaar -2 Raam ki rachna yeh sansaar, raam ki puja jivan pyaar Kaani pawan gangan bharati sab kare pranaam Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2)
Mandir ja ya mann mein dekh -2, satal jagat mein woh hai ek Lekin usake roop anek Wohi paarvati shiv, wohi raadha ka shyaam Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2) Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2)
| Movie / Album | Aahutee (1978) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Music Director | Laxmikant-Pyarelal |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Anuradha Paudwal, Kishore Kumar