O aasmaan ke baasi Tujhpe paani bhari badariya, saari duniya pyaasi O aasmaan ke baasi………
Ek najar se dekhnewaale, kyun do baag lagaaye – 2 Ek bina maali ke sukha, ek sada lehraaye Ek or khushiyo ka mela, duji or udaasi O aasmaan ke baasi………
Maine jo bhi diya jalaaya tune use bujhaaya – 2 Kaale baadal ki chaadar mein hansata chaand chhupaaya Dekh na paaya labo pe mere tu muskaan jara si O aasmaan ke baasi………
| Movie / Album | Aagosh Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Lata Mangeshkar |
Lyricist :
Singer : Hemant Kumar, Lata Mangeshkar