Chale Aao Tumhe Aansoo Song Lyrics - Aabshar Lyrics

Following is the lyrics of 'Chale Aao Tumhe Aansoo ' song from the hindi movie 'Aabshar Lyrics', the lyrics are written by sarshar sailani, in the voice of singer lata mangeshkar

Chale aao chale aao chale aao tumhe aansoo Hamare yaad karte hai chale aao tumhe aansoo Hamare yaad karte hai tadapte hai tadap kar Gum ke mare yad karte hai Chale aao tumhe aansoo Hamare yaad karte hai

Na jane kyu hamara dil achanak tut jata hai Tumhe jab baith kar dariya kinare yaad karte hai Chale aao tumhe aansoo Hamare yad karte hai

Base rahte ho tum aatho pahar mere khyalo mein Tumhe har dam mere dil ke ishareyaad karte hai Chale aao tumhe aansoo Hamare yaad karte hai

Kiya tha tumne jinke samne ikrar ulfat ka Tumhe jagmagate chand taare yaad karte hai Tadapte hai tadap kar gum ke mare yaad karte hai Chale aao tumhe aansoo Hamare yaad karte hai