Aa Jaao Song Lyrics - Aa Jaao

Aa Jaao song lyrics.Aa Jaao sung by Ankur Tewari .This song is lyrics penned by Ankur Tewari .

Aa jaao bin puche, Bin puche koi sawaal, Rasta hai awaara, Gairkanooni se khayal,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai, Aa jao ab hum tumhare hain,

Aa jaao bin poche, Bin liye koi misaal, Rasta hai awaara, Aahista se le udaa,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai, Aa jao ab hum tumhare hain,

Sawaalon ke bazaaron mein dekho toh, Milega na tumko koi jawab, Talaashoge khojoge jitna bhi jo, Bhool jaoge phir tum sawaal,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai, Aa jao ab hum tumhare hain, Aa jao ab hum tumhare hain,(x7) Aa bhi jao na,