Mahiya Song Lyrics - Aa Gaya Hero

Mahiya yeh jaha hai kya Koi jaane na Mahiya yeh jaha hai kya Koi jaane na

Tu hi hai mera pyaar Toh kya hai intezaar Mere yaar..! mahiya

Mana maine yahan Kya kya bikta nahin Par bina pyaar ke Sar yeh jhukta nahin

Hum tankle bandook ka Trigor nahi hai dam-daar Hum jhank le jo vaar se Kya kya nahi dikhta

Mahiya yeh jahan hai kya Koi jaane na tu hi hai mera pyar To kya hai intezaar Mere yaar..!

Make love to me Yeah yeah Make love to me Yeah yeah (3 times)

Aise waise dil na fase Jo haal hai yeh to hase Aise waise dil na fase Jo haal hai yeh to hase

Hai rabb ki mahar mujh pe ashal Sath hai usi ka Woh saath hai to sab saath hai Phir dar nahi kisi ka

Mahiya yeh jahan hai kya Koi jaane na tu hi hai mera pyar To kya hai intezaar Mere yaar..!

Roko nahi, toko nahi Agni hai mujh mein Dekhein nahin (2 times)

In janzeeron ke rastein Mujh tak nahi pahuchte Yeh akal ke dushman Sakal ke saaye chho nahin saktein