Na Koi Dil Mein Samaaya Song Lyrics - Aa Gale Lag Ja Lyrics

Na Koi Dil Mein Samaaya Lyrics from Aa Gale Lag Ja Lyrics (hindi) sung by kishore kumar. This song is composed by r d burman . Aa Gale Lag Ja Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Na koyi mein samaya, na koyi pehlu mein aaya Jaake bhi paas rahi tum hi o jaan-e-jaan jaaneman Jaanti ho – 2 Kyon tumne daaman chuaraaya, tum jaano main kya bataau Mujhmein kuch aeb hoga, kyon tum pe tohmat lagaau Main to yahi kahoonga, puchhogi jab bhi, hmmm hmmm hmmm Jaake bhi paas rahi tum hi, o jaane jaa jaaneman, jaanti ho

Tum jo mujhe de gayi ho ek khubsoorat nishaani Lipta ke sine se usako kat jaayegi zindagaani Main to yahi kahoonga puochhogi jab bhi Hmmm hmmm hmmm Jaake bhi paas rahi tum hi, o jaane jaa jaaneman, jaanti ho

Na koyi mein samaya, na koyi pehlu mein aaya Jaake bhi paas rahi tum hi o jaan-e-jaan jaaneman