Chaina town
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri – 4 De de dil chaina town mein – 2 Hain kasam hain meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri – 2 Tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain Tu meri bechaini tu hi meri raahat hain Tu hi manjil meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri – 2 Chaina town – 2
(Main teri deewangi mein hadh se gujar chooka hoon Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chooka hoon) – 2
Tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain Tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain Tu hi manjil meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri – 2 Chaina town – 2
(Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera Kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera) – 2
Tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain Tu meri betaabi tu hi mera qaatil Tu hi manjil meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri – 2 De de dil chaina town mein – 2 Hain kasam hain meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri – 3
Movie / Album | 36 China Town Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer |
Singer's | Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan |
Music Director | Himesh Reshammiya |
Label | Tips |
Year | 2006 |
Starring | Akshaye Khanna, Kareena Kapoor Khan, Shahid Kapoor |