Bande Daud Song Lyrics - 22 Yards

Bande Daud Song Lyrics from 22 Yards (Punjabi) (2019) Bande Daud Song Lyrics sung by Siddharth Mahadevan.This song is composed by Amartya Ray, Amartya Bobo Rahut with lyrics penned by Amartya Ray, Siddhant Kaushal 22 Yards (Punjabi) (2019) movie stars Barun Sobti, Rajit Kapur and the songs were released in 2019.

Aaaa… Aaaa…

Kadam kadam mein zid hai aaj Bande tera naam hawao mein

Nash nash bole sun le aaj Dangal hai, aashmaan see…

Khaali maidano mein Galiyon ke sannate mein Aandhi jagi hai re… Ae bande daud Bande daud Bande daud…..

Hawayein teri aankhon ke dariya mein Bande ziddi, ziddi Pahchan hai teri saale, mitti mein mitti Ye dhoop bhi hai tu, tu hai roshni, roshni Is mitti ki booh jwala hai tu Aashman se dangal aaj Dhadkan ki sunle baat Ye maidaan hai tera Jo tujhko chuna tha Bande ghar tu laut aaaa… Bande daud Bande daud Bande daud Bande daud…

Bande daud Bande daud..

Ye raushani, ye dhoop bhi tuhi hai Beh ja tu, beh ja tu maidaano mein Daud de re bande daud de.. Aashman se dangal aaj Dil bhi aaj pyasha hai Ye maidaan hai tera Jo tujhko chuna tha Bande ghar tu laut aa Bande daud Bande daud Bande daud Bande daud

Bande daud [Piche na mudek re] Bande daud [Aashman bhi bole] Bande daud [Piche na mudek re tu aaj daud]

Bande daud [Piche na mudek re] Bande daud [Aashman bhi bole] Bande daud [Piche na mudek re tu aaj daud]