(Mast mast dar mastam, dar rind vind dar mastam Ast hast dar mastam dar mastam) – (2)
Aaye ji baanke aaye hastam mastam O danke bajate aaye rustam shustam ha
Bheje mein bhochal hain, pairon mein paatal hain Dil ka ahwal le ke aaye Billi ki khaal hain, chite ki chaal hain Dham dham dhamaal leke aaye O rustam aaya o chustam aaya Sou suragon se mein, chup chup se yun lene aaya
Mast mast dar mastam, dar rind vind dar mastam Ast hast dar mastam dar mastam
Badega mamla badlega kachahari lagegi, mukadma chalega Shani jab talega toh dushman jalega Kabhi to dur hogi duriyan dil ki Mohabbat ro jahan dhua wooan uthe wahi hoti hain Jahan aaagan lagan wagan lage wahin hoti hain Mast mast dar mastam, dar rind vind dar mastam Ast hast dar mastam dar mastam
Barson yeh kahani likh ke zubani Ho kahega zamana, ho sunega zamana
Aaye ji baanke aaye hanstam mastam O danke bajate aaye rushtam shustam Koi toh raaj hain, woh jinape naraaj hain Unko awaaj dene aaye Duniya mein naam hain, par logon mein badnaam hain Shadi ka paigam dene aaye (Aayeji baanke aaye hanstam mastam Ho danke bajate aaye rushtam sushtam) – (2)
Movie / Album | Yuvvraaj |
Language | Hindi |
Lyricist | Gulzar |
Singer's | Alka Yagnik, Benny Dayal, Naresh Iyer, Sonu Nigam |
Label | T-Series |
Year | 2008 |
Starring | Anil Kapoor, Katrina Kaif, Salman Khan, Zayed Khan |
Lyricist : Gulzar
Singer : Alka Yagnik, Benny Dayal, Naresh Iyer, Sonu Nigam
Lyricist : Puneet Krishna
Singer : Aditi Singh Sharma, Benny Dayal, Janusz Kruciaski, Neeraj Shridhar