Jindagi Jindagi Kya Kami Reh Gai Song Lyrics - Yuvvraaj

Jindagi Jindagi Kya Kami Reh Gai Lyrics from Yuvvraaj Lyrics (bollywood) (2008) sung by srinivas. This song is composed by a r rahman with lyrics penned by gulzar. Yuvvraaj Lyrics (bollywood) film stars anil kapoor, katrina kaif, salman khan, zayed khan ,the songs were released in 2008.

Jindagi jindagi kya kami reh gai Aankh ki kor mein -2 kyun nami reh gai Jindagi jindagi kya kami reh gai Aankh ki kor mein kyun nami reh gai Tu kahaan kho gai – (2)

Jindgai jindagi, (tu kahan kho gai -2) Koi aaya nahi Dopahar ho gai, koi aaya nahi Jindagai jindagi

Din aaye din jaaye, sadiyan bhi gin aaye, sadiyan re Tanhai lipti hain, lipti hain saanson ki, rasiya re Tere bina badi pyasi hain, tere bina hain pyasi re Naino ki do sakhiyan re, tanha re mein tanha re Jindagi jindagi, kya kami reh gai Aankh ki kor mein, kyun nami reh gai Jindagi jindagi

Subah ka khoara hain, sham ki dhool hain, tanhai hain Raat bhi jard hain, dard hi dard hain, ruswai hain Kaise kate saanse uljhi hain, raatein badi jhulsi jhulsi hain Naina kori sadiyan re, tanha s mein tanha re (Jindagi jindagi, kya kami reh gai Aankh ki kor mein, kyun nami reh gai) – (2) Tu kahan kho gai, koi aaya nahi Dopahar ho gai, koi aaya nahi Jindagi jindagi, kya kami reh gai Aankh ki kor mein, kyun nami reh gai