Tum pas ho jab mere mosam bhi nikhar jaye (Tum pas ho jab mere mosam bhi nikhar jaye Ek pyar ubhar aaye takdir sawar jaye) – (2) Tum pas ho jab mere
Puchha jo kisi ne kon hu mai To chand ne aakar samjhaya Ye bhi ek chand hai meri tarha Suraj ne hai jisko chmakaya – 2 Tum suraj ho mere mai tera chand sanam Mai pyar ka hu ek dil Tum dil ki ho dhadkan tum pas ho jab mere
Aankho me tum hi tum chhaye kase kuch aur najar aaye Soyi ho ya jagi ye aankhe tu hi aaye tu hi jaye Tu hi aaye tu hi jaye Anjane rahi ko tune manjil dikhalayi Phachan ho tum meri ho mere hum rahi Tum pas ho jab mere
Aa pas to aa pas aake sun le jara Har dhadkan bole naam tera Ye naam hi ab puja meri puju har pal ae jane wafa Puju har pal ae jane wafa Hai pyar agar sola to pyar hai shabanam bhi Jo dard hai pyar agar to pyar hai marham bhi (Tum pas ho jab mere mosam bhi nikhar jaye Ek pyar ubhar aaye takdir sawar jaye) – (2) Tum pas ho jab mere
Movie / Album | Yeh Lamhe Judaai Ke Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Yogesh Gaud |
Singer's | Asha Bhosle, Kumar Sanu |
Music Director | Nikhil |
Year | 2004 |
Starring | Raveena Tandon, Shahrukh Khan |
Lyricist : Yogesh Gaud
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist : Qamar Jalalabadi
Singer : Asha Bhosle, Mohammad Rafi