Jhum rahee Aa ha ha…. jhum rahee
Jhum rahee Aa ha ha – (3) Jhum rahee baago me aa ha ha Bhigee huyee daaliya – (2) Jhum rahee aa ha ha, jhum rahee baago me
Jaise tere Aa ha ha jaise mere Jaise tere kaano me, kaano me Chandan kee baaliya – (2) Jhum rahee aa ha ha – (2) Jhum raheen baago me Aa ha ha Bhigee huyee daaliya – (2) Jhum rahee aa ha ha Jhum rahee baago me
Kaisa suhaana hai barakha kaa mausam Aa ha ha – (3) Kaisa suhaana hai barakha kaa mausam Naach rahee aa ha ha Naach rahee dil me Umange chhamchham – (2) Bachche kushee me bajaate hain taaliya Aa ha ha Jhum rahee baago me Aa ha ha Bhigee huyee daaliya – (2) Jhum rahee Aa ha ha Jhum rahee baago me
Dulha mai baago kaa Surat hain meree madhur – (2) Phul hai meraa sasur – (2) Ha phul hai meraa sasur Aur yeh kaliya jo hain – (3) Sab hain meree saaliya – (2)
Jhum rahee aa ha ha Jhum rahee baago me aa ha ha Bhigee huyee daaliya – (2) Jhum rahee aa ha ha Jhum rahee baago me Bhigee huyee daaliya – (2) Jhum rahee aa ha ha Jhum rahee baago me
Movie / Album | Yateem Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Hasan Kamaal |
Singer's | G M Durrani, Rajkumari |
Music Director | Laxmikant-Pyarelal |
Year | 1988 |
Starring | Farha Naaz, Sunny Deol |
Lyricist : Hasan Kamaal
Singer : G M Durrani, Rajkumari