Bindaas Baala Song Lyrics - World Cupp 2011 Lyrics

Bindaas Baala Lyrics from World Cupp 2011 Lyrics (bollywood) (2009) sung by bob, shraddha pandit. This song is composed by aadesh shrivastava . World Cupp 2011 Lyrics (bollywood) movie stars manisha chatterjee, ravi kapoor and the songs were released in 2009. Bindaas Baala Lyrics from World Cupp 2011 Lyrics: bob, shraddha pandit sings this bollywood song for World Cupp 2011 Lyrics film with music by aadesh shrivastava

Honto pe laal laali, aankhon mein surama kaala – (2)

I don t bother hot duniya -2, main hoon, main hoon Main hoon bindaas baala, bindaas baala, bindaas baala

Meri tamanna pe dil jaane haare Meri adaao pe marate hai saare Bekhayaal hoon bemisaal hoon Main kamaal hoon, main hoon main hoon main hoon main hoon… Bindaas baala, bindaas baala, bindaas baala

Masti lutaane ki meri umar hai – (2) Mujhako kisi ki na koyi fikar hai Mujhame surur mujhame gurur masti mein jo main hoon Main hoon main hoon main hoon Main hoon bindaas baala, bindaas baala, bindaas baala Honto pe laal laali, aankhon mein surama kaala – (2) I don t bother hot duniya -2, main hoon, main hoon, main hoon Bindaas baala, bindaas baala, bindaas baala