Pyar Milega Jab Na Kahi Song Lyrics - Woh Koi Aur Hoga Lyrics

Following is the lyrics of 'Pyar Milega Jab Na Kahi ' song from the hindi movie 'Woh Koi Aur Hoga Lyrics', the lyrics are written by asad bhopali, in the voice of singer mohammad rafi, usha khanna

(Pyar milega jab na kahi Aana padega tumhe yahi) – (2) Dil ki har ek baat pe Yu na kaho nahi nahi Nahi nahi nahi nahi

Warna aisa pyar kahi na paogi – 2 Dekho meri jan bahut pachtaoge Tum apne husn pe na yu sitam karo Jawani ki kasam jafaye kam karo Jafaye kam karo na yu sitam karo Pyar milega jab na kahi Aana padega tumhe yahi Dil ki har ek baat pe Yu na kaho nahi nahi Nahi nahi nahi nahi

Diwane ki aas kaha tak todogi – 2 Ek din khud hi pyar ka rishta jodogi Satayega tumhe baharo ka shama Akele jindgi gujarogi kaha Baharo ka sham gujarogi kaha Pyar milega jab na nahi Aana padega tumhe yahi Dil ki har ek baat pe Yu na kaho nahi nahi Nahi nahi

Hoga bura anzam to kisko parwah hai – 2 Jab tak mere sath meri mehbuba hai Chodo ye dhamkiya thahro chali kaha Najre jhuka ke bas ek bar kah do ha Tharo chali kaha ek bar kahdo ha (Pyar milega jab na kahi Aana padega tumhe yahi) – (2) Dil ki har ek baat pe Yu na kaho nahi nahi Nahi nahi