Naino Me Kyon Aan Base Song Lyrics - Warrant (1961) Lyrics

Naino Me Kyon Aan Base Lyrics from Warrant (1961) Lyrics (hindi) (1975) sung by lata mangeshkar, mukesh. This song is composed by roshan with lyrics penned by prem dhawan. Warrant (1961) Lyrics (hindi) movie stars dev anand, zeenat aman and the songs were released in 1975. Naino Me Kyon Aan Base Lyrics from Warrant (1961) Lyrics: lata mangeshkar, mukesh sings this hindi song for Warrant (1961) Lyrics film with music by roshan

Naino me kyon aan base Do nain tumhare Luta hai hasino ne hame Kyon karke ishare Naino me kyon aan base Do nain tumhare

Karke bahana teri ankhiya Dil ko nishana kar hi gayi Teri bhi nigahe kam to nahi Hamko diwana kar gayi Ye jadu hai ya tona Kuch to kaho na Ye dil ye hamara Sajan nahi bas me hamare O ho ji nahi bas me hamare Luta hai hasino ne hame Kyon karke ishare

Sapno me aate ho puche bina Jao ji na hamse bat karo Gore gore mukh se hatao julfe Din ko na aise raat karo Na itna satao hame na tadpao Ke pahle se hi ham pyase Tere pyar ke mare Oho ki tere pyar ke mare Luta hai hasino ne hame Kyu karke ishare

Leke chali hai jane kaha Dil me uthi jo halchal hai Do dil mil jate hai jaha Samjho wahi par manjil hai Na janu mai ye kya hai Bas itna pata hai Ke piya mera jiya Aa gaya naino me tumhare – 2 Luta hai hasino ne Hame kyu karke ishare Naino me kyon aan base Do nain tumhare