Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai Maine to khud apna jina haram kiya hai Jis din se hath tera tham liya hai Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
(Tu chahe pyar na kar Mai to tujhe hi chahungi Jaha bhi tu jayega Pichhe pichhe aaungi) – (2)
Mujhko pana hai to mera pichha chhod de Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai Maine to khud apna jina haram kiya hai Jis din se hath tera tham liya hai
Haye (meri to adat hai ise use dil dene ki Or koi meri bani to phir tu kya kar legi) – (2) Jogan banke gali gali me gana gaungi
Maine to khud apna jina haram kiya hai Jis din se hath tera tham liya hai Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai O tham liya hai o kam kiya hai
Movie / Album | Wardat Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Ramesh Pant |
Singer's | Mohammad Rafi, Usha Mangeshkar |
Music Director | Bappi Lahiri |
Year | 1981 |
Starring | Kajal Kiran, Mithun Chakraborty |
Lyricist : Ramesh Pant
Singer : Annette Pinto, Bappi Lahiri
Lyricist : Ramesh Pant
Singer : Bappi Lahiri, Usha Mangeshkar