Jai Jai Shivshankar Song Lyrics - War

Jai Jai Shivshankar Song Lyrics from War (Hindi) (2019) Jai Jai Shivshankar Song Lyrics sung by Vishal Dadlani, Benny Dayal.This song is composed by : Vishal–Shekhar with lyrics penned by Kumaar. War (Hindi) (2019) album stars Hrithik Roshan, Tiger Shroff, Vaani Kapoor and the songs were released in 2019.

To aaj yaar ghar pe yeh bol do Aayenge der se fikrein sab chhod do Aaj haq se apne hisaab mein Hum jo karne chale galti woh jod lo

To aaj yaar kuchh lamhon ke liye Bigdi raahon pe tum pairon ko mod do Aaj haq se duniya ko bhool ke Jitne hain kayade woh saare tod do

Ho khulle ground mein aake Uncha sound baja ke Red wala color laga ke Naachenge hero ban kar

Ho jai jai Shivshankar Aaj mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do Hum aaye ban-than kar Ke mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do

Ho jai jai Shivshankar Aaj mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do

Ho jai jai Shiv Shankar Aaj mood hai bhayankar Ho jai jai Shivshankar Aaj mood hai bhayankar

Ho jai jai shiv shan Jai jai shiv, jai jai shiv Jai jai jai jai Shivshankar Aaj mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do Rang udne do