(Apne jahan ke hum badshah hai Masti bhara ye apna jahan hai) – (2)
Gumko yaha se rukhsat kaha hai Khushiyo se yaha se fursat kaha hai Apne jahan ke hum badshah hai Masti bhara ye apna jahan hai
Tune jo ki hai bete jab bhi shararat koi Mai bhi hu shamil hua masti se jeene ka Aata hai maja jo tumse hi hasil hua Phir se mai diwana ho gaya Rishta to yarana ho gaya Jabse tu aaya tabse hai paya Maine dubara bachpan mera Apne jahan ke hum badshah hai Masti bhara ye apna jahan hai
Jaan to mili hai tumse Jeena bhi mila pari Tumse mila hai ye jahan Sara jahan ye sara Kutch bhi na hota sani Tu jo na hota yahan Mushkile peetche mud gayi Taqdire roj hi jud gayi Na koi shikwa na hi gila hai Jane se pehle sab kuch mila hai
Apne jahan ke hum badshah hai Masti bhara ye apna jahan hai Gum ko yaha rukhsat kiya hai Khushiiyo ko yaha se fursat kaha hai
Movie / Album | Waqt (2005) Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Aatish Kapadia |
Singer's | Adnan Sami, Sonu Nigam |
Music Director | Anu Malik |
Label | T-Series |
Year | 2005 |
Starring | Akshay, Amitabh Bachan, Priyanka Chopra |
Lyricist : Sameer
Singer : Mahalaxmi Iyer, Sonu Nigam, Sudesh Bhonsle, Sunidhi Chauhan