Manwa Phir Kahe Tadpaye Song Lyrics - Wapas (1943) Lyrics

Manwa phir kaahe tadpaye – 2 Bhul gayi thi jo bal khake – 2 Chandni raate pyar ki bate – 2 Ab kyu rah rah kar haye Man ko unki yad sataye Manwa phir kahe tadpaye

Jag uthe kyu nind ke mare Kahe re sapne rishte nate Chod dukhi ki diwane ho – 2 Kahe yad na aaye Manwa kahe dil dhadkaye

(Yaad kisi ki dil me aayi Naynan me phir jhadi lagayi) – (2) Man ka panchi man me hai – 2 Bhule rag sunaye Manwa bhule rag sunaye Manwa phir kaahe tadpaye